Mana Hamara Rishta Ek Pal Ka Tha ,
Magar Us Pal Mein Saara Jivan Tha,
Mana Hamari Mulaqat‚  Ittefaq Thi,
Magar Us Jhalak Mein Saari Qayenaat Thi.