Lamha-Lamha Mera Har Ek Siwa Jagta Hai,
Main Alag Jagta Hoon Dard Juda Jagta Hai.
Ae Mere Dard Bata Hadh Se Guzarna Kab Hai,
Tu Jo Yu Jagta Rehta Hai To Kya Jagta Hai.