Kyu Kisi Se Itna Pyaar Ho Jata Hain?
Ki Bina Uske Jeena Dushwaar Ho Jata Hain
Hoti To Hai Saath Apne Duniya Saari
Par Humare Liye Wo Hi Humara Sansaar Ho Jata Hain