Kabhi Jana Na Tha Ke Ashk Kya Hote Hai
Uski Judai Ne Rona Sikha Diya
Kalam Uthai Na Thi Meine Kabhi Haath Mein
Uski Bewafai Ne Shayar Bana Diya.
Varna Hum Bhi Kabhi Aasiq The.