Haqeeqat Ka Saamna Karna Chahoon,
Par Zazbaat Aage Aa Jaate Hain.
Har Ek Shay Ko Apnana Chahoon,
Par Log Musibat Ban Jaate Hain.

By Pramod Kumar Sharma