Hansin Kii Raah Mein Gum Milein To Kya Karein
Wafaa Kii Raah Mein Bewafaa Mile To Kya Karein
Kaise Bachaayein Zindaagi Ko Dhokebazon Se
Koi Muskura Ke Dhoka De To Kya Karein