Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha
Idhar Mera Janaza Udhar Uska Aashiyana Tha
Pahunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti E Umeed
Usi Waqt Tufaan Ko Bhi Yaha Aana Tha