Chahna Naa Chahna Ye Kis ke Bas Ki Baat Hai
Milna Naa Milna Ye To Kismato Ke Haath Hai
Kisi Ki Mohabbat Se Hi Kisi Ka Jeevan Samvartaa Hai
Kya Buraai Hai Isme Jo Kisi Pe Koi Marta Hai