Abb Tak To Akela Hi Chalta Raha Hoon Main,
Is Suni Raahon Pe Ek Humsafar Talashta Raha Hoon Main,
Pal Bhar Ka Saath To Mil Jata Hai Humein,
Umar Bhar Ka Saath Talashta‚  Raha Hoon Main.

By Kundan