Aahista Aahista Wo Intzaar Bhi Na Jaane
Kahaan Jaakar Gum Hone Laga,
Aahista Aahista Uski Muskuraahat Me Bhi
Pheekepan Ka Gumaan Hone Laga,