Yeh Zamaana Bedard Humdardon Ka Nahi Namonishan
Chede Namak Mere Zakhmon Par Aur Kehte Hain Khuda Hafiz
Abhi Aag Bujha Nahi Mera Ashiyan Khakh Ka Aadha
Behta Hawa Pooche Mujh Se Kia Chupa Hai Us Kone Main
Girte Sambhalte Bana Hai Aaj Khuwaabon Ka Aik Mahal
Uthte Lehar Ret Ke Us Ghar Se Gale Milte Mere Seene Main
Geela Hai Mere Bidha Ka Kurta Dard Ke Aasuon Se
Us Par Yeh Sawan Ki Ladi Barse Dil Ke Mere Aangan Main
Dil Main Aas Ka Aik Nahnasa Paudha Chahe Aik Boond Hosale Ka
Ghairon Se Bhada Yeh Khushq Hawa Aaj Ais Mehfil Main
Tapta Mere Nanga Badan Aanch Main Lage Bidha Ki Agni Se
Sharab Mile Na Pani Ais Bewafon Se Bhara Maikade Main
Thakaza Mera Yeh Ruh Mange Maut Ki Bheekh
Khud Ke Liye Bhi Main Hun Gumnaam Aaj Kaun Hai Mera Hafiz?