Sapno ke safar mei koi apna nahi,

Apno ke gali mei koi paraya nahi,

Dil Ke Riste Bhi ajeeb hoti hai,

Judai ke bina koi sapna nahi,

Sapno ke siva koi Zindagi nahi,

Yehi to hai datan Admi ka,

Sapna kabi Apna nahi,

Aur Apno ka koi Sapna Nahi