Tanha dil or ye tanhai..
humein phir se teri yaad aai…
na samjha wo na samjhaya mene…
akhir q chai ye ghum ki tanhai…
ufaq se toota jo ek tara…
meri ankh ansu se bhar ai…
wo bhi tha chamakta chand pe…
phir q taqdeer usay andhero mein lai…
duwa ha yehi tujh se aye mere rab..
bula le mjhay k ab na lar pao gi ye sach ki larai..
===
Tanha dil or ye tanhai..
humein phir se teri yaad aai…
na samjha wo na samjhaya mene…
akhir q chai ye ghum ki tanhai…
ufaq se toota jo ek tara…
meri ankh ansu se bhar ai…
wo bhi tha chamakta chand pe…
phir q taqdeer usay andhero mein lai…
duwa ha yehi tujh se aye mere rab..
bula le mjhay k ab na lar pao gi ye sach ki larai..
===
Saari Duniya ki Muskaan Tare pass hai,
Ye Zameen or Asman Tere Paas Hai,
Gham na karna k tujhe yaad nahin krtey
Aye dost mari to JAAN bhi tere pass hai
==
Ik baat kahoon ager suntay ho
Tum mujh ko achay lagtay ho
Kuch chanchal say kuch chup chup say
Kuch pagal pagal lagtay ho
Hain chahnay walay or bohat
Per tum main hai ik baat bohat
Tum apnay apnay say lagtay ho
Ik baat kahoon ager suntay ho
Tum mujh ko achay lagtay hoo