Jab Chla Chor K Batlane Ki Zehmat Bhi Na Ki,
Khob Tha Dosti Ek Arsa Nibhanay Wala,
Dushmani K Bhi Tu Aadaab Hain Aey Dost Bata,
Koi Itna Bhi Na Tha Tujh Ko Batanay Wala…

===
Kal ko milne ki aas rehne do,
Zindagi ki baqi pyas rhne do,
Apni khushiyan smait lo jana
Mujh ko u hi udas rhne do.
———-

====
Aj rotha howa 1 shaks both yad aya
Acha guzra howa kuch waqt bohut yaad aya
Jo mery dard ko seenay mein chupa leta tha
Aj jab dard hua to bohut yad aya.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Hansi ne labon pe ana choor dia hai,
Khawabo ne palkon pe ana choor dia hai
Aati nahi hain tab se hichkiyaan bhi
Aap ne jab se yaad karna choor dia hai.
~~~~~~~~~~~
Wada kero per nibhana sikho
Chahat dil mein rakho per jitna sikho
U hi kisi ko intizar na karvao
Koi ager pyar se SMS kare to jawab dena sikho.
Angry Shayari in Hindi~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

zulf rukh say hatta k bat karo
raat ko din bana k bat karo
ashianay k charagh madhum hain tum zara
aankhain uttha k baat karo koi taza fareb
danain ko tum zara muskara k baat karo
yeh bhi andazay guftagu hai koi jab karo dil dukha k bat karo.
~~~~~~~~~~
Gusa Angry Shayari in UrduJab chala chor k batlanay ki zahmat bhi na ki,
Khob tha dosti ek arsa nibhanay wala,
Dushmani k bhi tu aadaab hain aey dost bata,
Koi itna bhi na tha tujh ko batanay wala.
=======
khuda ne jab tumhe banaya hoga confusion ka moment ayya hoga ,kabhi monkey to kabhi donkey banaa chaha hoga , end main dono ka mixture pasand ayya ho ga.
~~~
jana!qatil se kabhi pyar na mango, apne hi gale ke liye talwar na mango, jal jao kari dhoop me khamoshi se lakin, apnon se kabhi saaya-e-dewar na mango
~~~~~~
Itni chahat ke us se k intha ho gai,Wo mohabt kr k phir bewfa ho gai, Main to bs chahta raha toot kar usay,bs yahe to 1 muj se khta ho gai.
~~~~~~~~~
Zulf rukh say hatta k bat karo
Raat ko din bana k bat karo
Ashianay k charagh madhum hain tum zara
Aankhain uttha k baat karo koi taza fareb
Danain ko tum zara muskara k baat karo
yeh bhi andazay guftagu hai koi jab karo dil
dukha k bat karo.
(Angry shayari sms)