Usna jb jb b mujha dil sa pukara Mohsin
maina tb tb yeh bataya k tumara Mohsin

log sadiyoun ke khataon pa b khush basta hain
hum ku lamhon ke wafaon na ujara Mohsin
jb agaya yeh yaqeen abh wo nhi aya ga
gham aur ansoo na diya dil ku sahara Mohsin
wo tha jb pas tu jeena ku b dil […]