Pyar karte ho humse yah nazar aapki batati hai,
Hum aapke pyar mein rote hai,
Neend aapko bhi kaha aati hai.
Ek Ramlila ka Hanuman tha farar,
Is role mein unhone fit kiya sardar,
Maar ke ped se lambi chhal,
Bola Sita maiya Sas-Riya-Kaal.
Koi vaada nahi phir bhi tera intazaar hai,
Judaai ke baavajud bhi tumse pyar hai,
Tere chehre ki udasi de rahi gavahi,
Mujhse milne ke liye tu bhi bekaraar hai.
Tez dhadkano ko sunkar bhi tumhe pyar ki
Khabar nahi hoti…
Kya mahsus karoge tum dil ka dard,
Dil ke Tutne ki to aawaz bhi nahi hoti.
Zakhm dene la andaaz kuch aisa hai,
Zakhm dekar puchate hai ab haal kaisa hai,
Kisi ek se kya gila karna yaaron,
Sari duniya ka mizaaz ek — jaisa hai.
-Neha