Parwardigar!

Main GunhaGar Hoon

Khatakar Hoon Lekin

Teray Karm ka Talabgar Hoon

Teri Bakhshish ka

Umedwar Hoon

Mujhy Mangna nahi ata

Tujhy to Dena ata hy

Siyah’kar hoon, Mgr hon to Tera hi Banda,

Kahan jaon ga, Agr Teri Rehmat chin gai.?

Gunahgar sahi, Lekin Meray Sar