Paas Aa zra dil ki bat bataon tujh ko.

Kesy dharkta ha dil awaz sunaon tujh ko.

‘Aa kar tu deikh le dil pe likha hai naam tera.

‘Agar kahey to dil dikhaon tujh ko…,

‘Jitna jalaya tu ne piyar mein mujhe

‘Dil to karta hai mein bhi sataon tujh ko.

‘Ghair hota to eisa kar leta shayad…

‘Magar tu to apna hai kesey sataon tujh ko.

‘Aazma sakta hai pyar mein jitna bhi Aazma ley.

‘Ho sakta hai waqt aane par mein bhi Aazmaon tujh ko..