Na hi meri koi manzil hai na kinara

Mehfil mein tanhai or yaadein mera sahara

Us se bicher ker kuch yun waqt guzra

Kabhi zindagi ko tarse Kabhi Maut ko pukara