Mera dard kaise wo janta, meri baat kaise wo maanta ..

Wo to khud fana key safar mein tha, usey rokna bhi muhal tha ..

Wo mila to barson baad bhi, mere lab pe koi gila na tha ..

Usey meri chup ne rula diya, jaisey guftugu mai kamaal tha ..