Zarrey Ko Aaftaab Bana Diya
Paikar-E-Lajawaab Bana Diya
Haqiqat Ko Khwaab Bana Diya
Ek Pal Maen Nayaab Bana Diya
Daam-E Sawaal Jawaab Bana Diya
Jaise Ke Koi Kitaab Bana Diya
Zindegaani Aazaab Bana Diya
Musalsal Izteraab Bana Diya
‘Fer’ Ko Kya Janaab Bana Diya?
Accha Tha Kharaab Bana Diya