Sare Rah Jo Nazrein Jhuka Ke Jate Hain
Abhi Wo Ishk Se Sarmate Hain
Wo Bhi Is Daur Se Gujrein Kabhi Khuda Na Kare
Chalte Phirte Log Jahan Takrate Hain
Wo Kamshin, Wo Nadan, Lillah Wo Bhola Pan
Dekho To Bechare Kitne Masoom Nazer Aate Hain
Dekhne Wale Ke Andaaz Main Kami Hogi
Wo Jis Nigah Main Chadein Badi Mushkil Se Uter Pate Hain
Yun To Galiyon Main Unke Charche Nahi Per
Dekhiye Phir Bhi Ke Ruswai Se Ghabrate Hain