Pal Mein Pradarshitpal Mein Swaha
Weh Kya Jaleweh Kab Dhua
Tab Rachi Thi Ab Jawa
Meri Daston Ka Kaarwan
Pal Mein Pradarshitpal Mein Swaha
Weh Kya Jaaleweh Kab Dhua
Nit Nayi He Rachni Padti
Umra Choti Hum Jaante
Veh Laana Chahte
Jaagriti Ya Chetna
Aur Unhi Ka Shok Harne
Mein Gungunata Samvedna
Gadya Unke Ved Honge
Par Geet Mere Ved-Na(Vedna)
Bane Aushdhi Ya Fir Dua
Mere Geeton Ko Jisne Chua
Pal Mein Pradarshit Pal Mein Swaha
Veh Kya Jale Veh Kab Dhua
Na Himmaton Ki Hunkaar Hai
Na Paaylon Ki Jhankaar Hai
Na Sabjbaagon Ka Vypaar Hai
Na Prabhubhakti Ka Saar Hai
Mere Geet Meri Haar Hai
Har Haar Ka Sweekar Hai
Mithya Mein Guthu Shabd Kyon
Is-Se Kab Bhala Kiska Hua
Pal Mein Pradarshit Pal Mein Swaha
Veh Kya Jaale Veh Kab Dhua