Huzur Ishq Kerke Bhee Augar Maqbul Na Hue
Yun Samjhiye Ki Aap Ishq Ko Kubul Na Hue,
(Maqbul–Famous)
Hum Apne Maqtal Per Khud Bi Khud Jaya Kiye
Tere Kuche Mein Phir Hum Jaise Maqtul Na Hue
Huzur Ishq Kerke Bhee Augar-Â…
Maqtal—— Qathgaah , A Place Where Accident Take-‘s Place,
Kuche—— Street
Maqtul—-Victim
Tera Mustaqbil Bhee Lahad, Mera Mustaqbil Bhee Lahad
Kaun Se Jism Tha Jo Baad Qazaa Ke Dhul Na Hue
Huzoor Ishq Kerke Bhee Augar
Mustaqbil——Future
Lahad———-Kabr
Qazaa——Maut
Neki Per Chalo, Badi Se Daro, Her Roz Ek Accha Kaam Karo
Ye Wo Paath Hain Bachpann Ke Jo Kabhi Usul Na Hue
Huzur Ishq Kerke Bhee Augar
Kaliyon Ko Khil Jane Me Faqat Darkaar Thee Khushbu Ki
Karan Q Aap Guncha-E-Shaakh Rahe -Ë—Phul-‘ Na Hue
Yun Samjhiye Ki Aap Ishq Ko Kubul Na Hue
Faqat—- Sirf Just
Darkaar—-Need,Requirement
Guncha-E-Shaakh——–Shaakh Ki Kali