Aak Urat Jab Ma Ban Jati Hai
Sab Say Aalah Darja Who Pati Hai
Aak Urat Jab Ma Ban Jaty Hai
Ulad Ki Khatir Har Dukh Sah Jati Hai
Aak Urat Jab Ma Ban Jati Hai
Khud Kapate Kat Bachy Ko Khilatyhai
Aak Urat Jab Ma Ban Jati Hai
Nit Nay Sapnay Ankhoo Mai Sajaty Hai
Aak Urat Jab Ma Ban Jati Hai
Zamany Kay Sardogarm Say Bachaty Hai
Aak Urat Jab Ma Ban Jaty Hai
Zindagi Ki Rahoon Pay Chalna Sikhaty Hai
Aak Urat Jab Ma Ban Jaty Hai
Tabhi Tu Ma Thandi Hawa Kahlaty Hai
Aak Urat Jab Ma Ban Jaty Hai
Sab Say Aalah Darja Who Pati Hai Han