Vo Khaamosh Hum Preshaan Se Kyu Hain
Vo Ziddi Hum Nadaan Se Kyu Hain
Unki Aawaz Humari Dhadkan Hai
Per Vo Ye Jaan Kar Bhi Anjaan Se Kyu Hain