kya likhon?

k ab to thak chuka hon likh likh kar

dard jo bhe sahen hain wo likho?

ya dard deny waly ka hosla likhon?

ya apni baibasi ka falsafa likhon?

ya us k door hony tak ka fasla likhon?

akhir kiya likhon?

ab to dard itna hony laga hai

k dil phata jata hai q hota hai dard mujhe?

kya wo hadsa likhon?

ya kuch na likhon tor do qalam?

ya ye likhon k ab mujhe marna ka shoq hai?

ager maro bhe tu kis k lye?

kon hai jo mujhe kandha dy ga?

kon hai jo mujhe yaad kare ga?

wo?????

jo jeete g baat nahi kate?

ya wo????

jo bhule sy bhe yaad nhe karty?

wo kya royen gy meri miyyat per?

jo mere zinda hony ka ehsas tak nhe kary?

ab or kya likhon k ab to qalam b sath nhe dega

chalu aisa karta hon k ab kuch nhe likhta

qalam ko tor deta hon

main likhna chor deta hon: