Khudaya

Mujh ko kuch na de

Nahi kuch bhi nahi chaahiye ab

Bus us ki khwaaish

Poori ker de

Jo duaaon ma

Sadaaon ma

Mujhe hii maangta hai