Kaya Poochti Ho,?

Mein Kesa Hon,???

Ek Shard Hawa Ka Jonka Hon

Hai Mere Roh Mein Be Cheni

Mein Apne Aap Mein Ulja Hon

Hai Mera Saya Or Koi

Mein Or Kesi Ka Saya Hon

Tou Khush Hai Apni Duniya Mein

Mein Teri Yaad Mein Jalta Hon

Ab Luat K Aa Or Dekh ‘Sona’

Ek Umar Se Tanha Tanha Hon,,,