kal jo hua hai daf?atan us se mera mukaalma

khoobiy-e-ikhtisaar ka tajruba kuchh “unique” hai

main ne kaha ke “Bazm-e-Naaz” us ne kaha ke “Kya kaha”

main ne kaha ke “Kuchh nahin” us ne kaha ke “Theek hai”

pankhhay ki ruki nabz chalaane kay liye aa

kamre ka bujha balb jalaane kay liye aa

tamheed-e-judaai hai agarchay tera milna

“aa phir se mujhe chhoR kay jaane kay liye aa”

(¯`v´¯)

`*.¸.*´ Lover

¸.•´¸.•*¨) ¸.•*¨)

(¸.•´ (¸.•´ .•´ ¸¸.•¨¯`•

Prince”