Itna qareeb awo k jee bher k dekh lein,

shayad k phir milo to ye zoq-e-nazer na ho.

Nahi dekhta ab main in dar_o-diwar ko,

Kia pata ab in main tera aks ho na ho.

Akser sochta hun main tanhai mein beth ker,

K ab tujhy bita hua wo kul yad ho na ho.

Ji bher k daikh leny do apni surat,

Aye jan-e-tamana..

Kia pata k sham phir ho k na ho.

Choro ab milny ki khuwaish aye,

Saqi..,

Kia pata un ko wo shakhs yad ho na ho. . .