Yeh Chaand Sitaare Kya Jaane
Ye Zaamin Aur Aasmaan Kya Jaane
Pyaar Hai Hi Aisi Cheez
Ki Upar Wala Bhi Kya Jaane
Khuda Ke Farishte Kya Jaane
Mohabaat Ke Dushman Kya Jaane
Dil Ke In Zakhmon Ka Dard
Pathar Marne Wale Kya Jaane
Pyaar Ke Dhagoon Ko Todne Wale Kya Jaane
Ishq Ke Rivazo Ko Ye Jamana Kya Jaane
Hoti Hai Kitni Takliff Kabr Mein
Opper Se Phool Chadhane Waale Kya Jaane
Shayari Karne Wale Shayar Kya Jaane
Kavitayen Likhne Wale Kavi Kya Jaane
Do Dilon Ke Jazbaaton Ko Toh
Kud Do Pyaar Karne Wale Kya Jaane