Uski Jhuki Nigaho Ne Kuch Bhi To Nahi Kaha Tha
Bas Mai Paagal Use Pyaar Samajh Betha Tha
Wo To Mujhe Accha Dost Samajhti Thi
Mai Na Jaane Use Kya Kya Samajh Betha Tha
Jisne Mera Kabhi Intazaar Nahi Kiya Tha
Pata Nahi Kyu Mai Uske Intazaar Mai Betha Tha
Aur Mujhe Kya Pata Tha Ki Uska Dil Itna Dukhega
Mai To Unhi Anjaane Mai Apne Pyaar Ka Izhaar Kar Betha Tha