Tujhse Ruth Ke Bhala Main Kya Ji Paunga,
Tu Bata Teri Marji Ke Mutabik Najar Aaunga,
Tu Hai Ki Janakar Bhi Anjaan Banati Hai,
Main Gar Rutha To Teri Labon Ki Hansi Le Jaunga