Teri Tasveer Se Bhi Kabhi Zulf-E-Siya Honge
Kahan Maloom Tha Ki Is Kadar Bhi Jawaan Honge
Hai Hairaan Haath Ki Woh Haath Kabhi Thamenge
Mustarad Aapni Hi Lakiron Se Khaafa Honge
Tashaffi Hai Bhi Ek Baat Jaan Lijiye Huzoor
Hum To Taalib Hai Aabaad Kaha Honge
Ilteja Ek Hai Ki Door Jakar Bhi Mukhaatib Hona
Ek Nazar Dekh Lena Hum Tab Bhi Waha Honge
Woh To Aapna Hai Usse Na Juda Honge
Kahan Maloom Tha Ki Is Kadar Bhi Jawaan Honge