Tere Khushboo-E-Badan Sei Mehakne Lage Hain-Â…-Â…
Roko Naa Aaj, Jo Ye Kadam Badhne Lage Hain-Â…..
Kaha Tha, Naa Pehna Karo Laal Rang Kaa Joda-Â…..
Badhne Do, Jo Ye Jasbaat Behakne Lage Hain-Â…..
Kaampte Hoonth, Tez Dhadkan, Aur Sharmana-Â…..
Kehte Hain, Wo Humein Chahne Lage Hain-Â…..
Yei Jismon Kii Aag Kahin Tabahi Naa Macha De-Â….
Do Badan Iss Kadar Jo Pighalne Lage Hain-Â…-Â…
Jhuki Nazar Raazi Hain Har Ilzaam Kei Liye-Â…-Â…
Hum, Kutchh Wo Hadd Sei Guzarne Lage Hain-Â…..
Shab-E-Milan Kii Rangineeion Kei Yei Alaam-Â…-Â…
Baagon Mein Phool Khilne Lage Hain-Â…..
Aur Koi Tarana Hoga, Yaad Nahi Aman-Â…
Ab To Bus Yahi Geet Gungunane Lage Hain-Â…-Â…