Takalluf Kartehe Hum Tumse Baas Yuhi, Batate Kabhin Nahi Woh Baat,
Takalluf Tum Bhi Karte Ho Kabhi,Batane Ke Liye Woh Baat.
Kuch Lamha Baki Hai Aab Kehna Hai Jo Bhi Keh Bhi Do,
Aisa Nazron Pe Likkha Hai Tumhari, Phir Bhi Takalluf Hum Karte Hai.
Tumpe Kabhin Log Hasein To Hoti Hai Be-Izzati Meri,
Isliye Hum Tab Bhi Karth Hai Takalluf.
Agar Taliya Tumpe Pare, To Hasta Hoon Bedhadak Main,
Phir Bhi Takalluf Raaz Batane Se Hum Karte Hain.
Nazron Ne Mera Gar Kuch Bhi Ki Hai Biyaan,
Usse Samajhne Ne Tum Ne Bhi Takalluf Ki Hai.
Aab Jaane Khuda Hi Baas Ke Khatam Kab Hoga Yeh Silsilaa-E-Takalluf,
Izhaar Hum Takalluk Se Bhi Kare Gar,
Uske Baad Inqar Karne Se Tum Sayad Koro Takalluf,
Is Darr Se Takalluf Se Bhi Hum Chup Hai,
Tumhari Nazar Me Apni Mazboori Se Takalluf Hi Dikhna Par Raha Hain Hume.