Shab-E-Fursat Ke Lamahat Humain Dewana Kara Karte Hain
Phir Sari Raat Hum Tare Gin Gin Ke Guzaara Karte Hain
Khuaishe-E-Dil Ho Kabhi Deedar Ka Tera Aye Hum Nashin
Ankhein Band Karke Dil Ki Akhon Se Tujhe Dekha Karte Hain
Dil Tu Dil Hai Payal Kabhi Armaan-E- Pyar Jaagaa Deta Hai
Janey Kiuyn Besharm Ki Tarahan Tasweer Ko Chuma Karte Hain
Kiske Intizaar Mai Gonghaat Sajae Bhete Ho Tum Mere Sanam
Humto Roz Khuab Main Is Ghoognhat Ko Uthaaya Karte Hain
Kalvaaton Main Kudh Reton Pe Tera Naam Likha Karte Hain
Janey Phir Kiuyn Hum Bechari Haawaon Se Laraa Kaarte Hain
Shagistan Main Arthi Sajai Hai Rahon Main Phool Bechayein Hain
Jaldi Aao Payal Ab Yeh Raste Bhi Tuhamara Intizaar Karte Hain
Bharosa-E-Dil Hai Hamara Kabhi Tu Apna Bhi Milan Hoga Shahry
Is Hi Bharose Ke Sahare Hum Apna Har Din Guzaar Dia Karte Hain