Sar-E-Shaam, Nazrain Falak Pe Jamaatey Rehnaaa
Toot-Tey Taaron Say Kismat Ko Bachaatey Rehnaa
Chaand Main Dkehtaa Hoon Jub Bhee Main Soorat Uss Kee
Sath Muskaan Kay Ik Daagh Chehray Pe Sajaatey Rehnaa
Yaad Uss Ko Woh Ehd-E-Wafa Ho Kay Na Ho
Mujh Ko Hai Charaagh Umeed Kay Jalaatey Rehnaa
Jaanay Waalay Ko Kabhi Aana Tau Naheen Hai Laikin
Sar-E-Raah Palkon Ko,Hur Dumm Bichaatey Rehna
Yaad Jo Kabhi Aatay Hain Lamhay Woh Maah-E-December Kay
Dil Main Buss Phir Sooch Kay Deep Jalaatey Rehnaa
Woh Uss Kee Bay Wafayee , Woh Bay Rukhi, Woh Sard Mehri
Raat Main Bhee Abb Tau Shaama’in Bujhaatey Rehnaaa
Hai Sharamsaar Ishq, Mohabbat Sar Nigoon Hai Laikin
Qissay Mohabbat Kay Sunny Phir Bhee Sunaatey Rehnaa