Nazar Wo Hai Ke Jo Kauno Makan Ke Paar Ho Jaaye
Magar Jab Rooh-E-Taaban Par Pade Bekaar Ho Jaaye
Nazar Us Husan Par Thehre To Aakhir Kis Tarah Thehre
Kabhi Jo Phool Ban Jaaye Kabhi Rukhsaar Ho Jaaye
Chala Jaata Hoon Hansta Kehlta Mauj-E-Hawadish Se
Agar Aasaaniyan Ho Zindagi Dushwaar Ho Jaye