Na Mere Aaj Me Shamil Hai Woh
Or Na Gujra Waqt Hi Bun Pati Hai
Mai Jab Bhi Barhata Hun Fasle Us.Se
Wo Mere Or Karib Aa Jati Hai
Wo Juban Hai Ke‚  Koi Izajat Nahi Deti
Or Nazrien Mere Hausle Barhati Hai
Kai Baar Samjhaaya Ke Sabhaalo In Awaara Zulfon Ko
Kambakht Ud Ud Kar Mere Hi.Chehre Pe Bikhar Jaati Hai
Aksar Tokta Hoon Ke Chhodo Bhi Ab Ye Bachpana
Itna Kareeb Aakar..Na Do In Dhadkanon Ko Tool Itna
Tumhaari In Nazdikiyon Se Aksar
Ye Dhadkaein Kuchh Or Bhi Barh Jaati Hain
Wo Muskuraakar Bade Beparwaah Andaaz Me
Kuchh Or Kareeb Aakar Fusfusaati Hai
Barh Jaane Do Dhadkanein Ho Jaane Do Ye Katl Bhi
Baawli Jaane Is Aashiq Ki Jaan Kyon Lena Chaahti Hai.