Mohabbat Ne Cheda Hai Saaz Dil Ka
Wo Har Taar Ki Ragni Banke Aaya Hai
Samaya Tha Jo Dil Me Ek Dard Bankar
Wo Hoton Pe Meri Hansi Banke Aaya Hai