Mera Saathi Mere Rab Ka Thoffa, Jiss Se Joree Har Mehar O Waffa
Jiss Ki Mohbbat Ke Anmol Sahare, Jo Qreeb Kare Zindagee Ko Hmare
Dharkano Se Uthtaa Hua Ek Zubaan E Mohabbat
Suron Main Gun Gunata Hua Har Taan E Mohabbat

Takmeel E Aarzon Ka Chamakta Hua Sitara
Jiss Se Roshan Mustakbeel Ka Har Nazzara
Jiss Ke Dam Se Ban Jaaye Zindagee Aab E Hayat
Muskurate Howay Pal Muskuarate Hoi Kayenaat
Gar Roo Baroo Ya Pass E Parda Jo Tum Essko Chahao
Rabb E Kareem Ki Phir Kush Noode Tum Yun Paao
Kul Kayenaat Ka Bakhsha Hua Ek Gulshan Hai Ba Khuda
Zameen Pe Jissko Diyaa Uss Ne Name Maa Jaazi Khuda
Yun Phir Ke!
Jiss Ke Dam Se Mubarak Ho Jaayein Saare Saatein
Yun Khil Utheitn Nassl E Insaan Ki Sare Chahtein