Main To Bhool Gayi Uski Yaadon Ko Jo Dill Mein Basaa Karti Thi
Subhaa Shaam Din Raat Uski Yaad Mein Aansu Bahayaa Karti Thi
Ab To Ansu Bhi Khushk Ho Gaye Hain Magar Wo Hai Naraaz Ab Tak
Ae Khuda Tu Bhi Aise Hi Rulaana Use Mere Pyaar Ke Liye Jab Tak Zindagi Hai
Main Mili Kyun Thi Usko Na Jaane Kyun Se Wo Ghari Thi
Shaayad Barsaat Ki Raat Thi Or Wo Bheege Huve Bagh Mein Khada Tha
Dekh Ke Mene Usse Kaha Tha Kyu Bheeg Rahe Hu Barsaat Mein Barsaat Hai Bari Sakht
Shayad Mera Ye Kehna Tha Aur Use Aankhon Se Aansoo Aa Gaye
Rota Hua Dekhker Mene Usse Poucha Kyu Rote Hu Chup Hu Jaoo Kya Naraz Hai Koi Tujh Se
Kaha Usne Ki Mein Toot Gaya Bikhar Gaya Hoon Iss Berang Zindagi Mein Jiya Nahi Jata
Khuda Kare Maut Dete Mujhe, Naa Jane Kaha Hongi Wo Ju Mujhe Apni Bahoon Mei
Leke Mujhe Sahara De Ye Sunke Mene Kaha Bhool Jao Us Ko Ye Duniya Bari Bewafa Hai
Kal Wo Teri Thi Aaj Kisi Aur Ki Hai Ye Dhoka Yahaan Nahi Har Jagah Hai
Mein Bhi Uski Yaad Mein Tooti Thi Har Jaga Faryaad Karti Thi
De De Khuda Maut Mujhe,Lakin Khuda Se Hi Darti Thi, Bas Isi Liye Mene Soch Liya
Bhool Jaogi Uski Yaadoo Ko, Us Ki Meethi Baatoon Ko,Us Pyarri Mulaqaat Ko
Un Lamho Ku Ju Humne Saath Guzare The, Tum Bhi Muskuraoo Ye Zindagi Buhut Choti Hai,
Mohabbat Sirf Ek Baar Hoti Hai Ansoo Wo Umer Bhar Deti Hai,
Gum Har Waqt Detihai Bas Deti Nahi Tu Mohabbat Nahi Deti.