Lo Aaj Mein Tumhe Khat Likh Raha Hun
Mile Aapko Her Khushi Ye Dua Likh Raha Hun
Tofe Mein Buss Aapko Zami Aasma Likh Raha Hun
Duniya Ki Her Moj Masti Ka Saath Likh Raha Hun
Aapki Aakho Ko Ami Aur Hotho Ko Phul Likh Raha Hun
Sitare Bhee Gungunae Aapke Nagme Isiliye
Aapko Chand Likh Raha Hun
Aapse Karni He Dosti Yeh Baat Saaf Likh Raha Hun
Maat Kehna Kyo Karte Ho Juthi Tarif
Kyoki Aaj Mein Hakiqt Lika Raha Hun
Maat Samajna Ise Gumnaam Khat
Kyo Ki Sath Mera Naam Nihar Likh Raha Hun