Likhte Likhte Kalam Ne Inkaar Kar Diya
Aye Sanam Teri Yaad Ne Barbaad Kar Diya
Door Hoo Magar Dil Se Duwa Karta Hoo
Khat Likhne Se Pehle Salam Arz Karta Hoo
Tum Nazar Se Nazar To Mila Te Nahi
Baat Hum Dil Ki Bayaan Kaise Kare
Na Jee Bhar Ke Dekha Na Kuchh Baat Ki
Is Dil Mein Badi Arzoo Thi Mulaaqaat Ki
Aankhon Ko Bhinch Kar Tasveer Teri Dil Mein Sajali
Ab Bhool Jane Ka Tasavvoor Kaise Karoon
Tere Aane Ki Aaas Mien Guzaar Di Raat
Sahar Tak Khwabon Ke Aalam Mein Ki Mulakat
Zindagi Ke Sagar Mein Zindagi Samaa Gayi
Tum Ne Jo Palke Uthayi Chandni Sharma Gayi
Apn Surat Aaine Mein Na Dekho Har Ghadi
Kar Diya Is Surat Ne Diwana Hamein