Likhna Nahi Aata Kalam Utha Rakha Hai
Iss Pagal Ne Na Jane Kya Kya Chah Rakha Hai
Bhool Thi Ye Meri Jo Itni Ki Chahat
Shayad Maine Apne Rab Se Kuch Zyada Hi Mang Rakha Hai