Kuch Dhundhli Si Parchaii Thi Woh
Phir Kaise Banoo Us Tasuwur Ki Tasveer
Har Subha Dhuan Ki Tarah Ud Jati Hai Sarii Yandeen
Phir Kaise Sunaoon Unke Khawaboon Ki Tabeer
Ye Lakireen Bhi Mit-Ti Jarahi Hai
Phir Kaise Batoon Apne Hatoon Ki Takdeer
Mouzzam Har Baat To Puri Hokar Bhi Hai Adhuri
Phir Kaise Uthon Unke Labzoon Ki Takreer
Har Rooz Jalte Hai Phir Bujh Jate Hai
Phir Kaise Dikhaoon Apne Asbaboon Ki Atish-Ae-Seer
Kabhi Woh Humare Lagte Hai Aggle Hi Pal Lagte Hai Ajnabi
Phir Kaise Kahdoon Ki Woh Humare Hai Rajbeer
Markaz Si Lagti Hai Har Baat Najane Kyoon
Phir Kaise Samjhaoon Unko Har Kisiki Nash-O-Naseer
Phir Kaise Banoo Us Tasuwur Ki Tasveer