Khathm Hone Ko Hain Intzaar, Bechain Yei Jawaani Hain-Â…
Main Hun Deewana Jitna, Wo Bhi Utni Deewani Hain-Â…
Ak Mulakaat Zindagi Ka Sabab Ban Gayi Kaise Kya Pata-Â…
Safar Sei Shuru Safar Pe Khatham, Yei Aisi Kahaani Haii..
Hum Dhalte Hain Us Pal Jab Roshan Yei Duniya Hoti Hain-Â…
Parwan Chadhti Hain Mohbbat,Jab Lagta Rat Syani Hain-Â…
Aaj Taron Main Tera Aks Paate Hai, Chand Tujhe Bana-Â…
Kuch Pal Ki Hai Duri, Kuch Roz Mai Ye Rah Kat Jani Hai-Â…
Teri Yadon Se Har Lamha Sunhera Banate Ja Rahe Yun-Â…
Apni Arzuon Se Bani Tasveer,Tere Dil Pe Yar Sajani Hai-Â…
Toot Ke Tum Bikhar Jana, Had Se Main Gujar Jaungaa-Â…
Ehsaas Hi Kimat Hai Meri, Ehsaas Hi Meri Nishani Hai-Â…
Na Rahi Tamanna Koi, Tujhse Yun Paya -ŗsaccha_pyar--…
Yakeen Ho Tum Mera, Tumhi Se Is Lahu Ki Ravani Hai-Â….
In Jism-O-Jaan Ko Teri Jaroorat Hain, Ruh Yei Pukar Uthi-Â…
Tujh Bin Jee Na Sakenge Ab, Ye Baat Tujhe Batani Hai-Â…
Khathm Nahi Hota Yei Intzaar, Bechain Ye Jawaani Hai-Â…
Main Rahunga Deewana Sada, Rehti Wo Deewani Hai-Â…