Kaal Chandni Ki Raat Thi Aur Raat Bhar Raha Charcha Tera
Kuch Ne Kaha Mahtaab* Hai Kuch Ne Kaha Yeh Chehara* Tera
Mahtaab= Moon
Chehara = Face
Aaj Andheroen Se Roshaan Hai Raat, Chaand Bhi Hai Chhupa Huwa
Qya Falak* Mein Khile Sitare, Jab Aankhoen Mein Hai Parda Tera
Falak= Sky
Chund Ashkoen Jane Kis Liye Palkoen Mein Tahar Gaya
Woh Falaah* Ki Baarish Teri Aur Gumoen* Ka Dariyaa Tera
Falaah = Happiness, Gumoen=sorrow
Kafiiloen* Se Kaheta Hoon Mai , Guzar Jana* Shaam Hone Tak
Aaftabh* Hai Abhi Munhasir* Aur Ufaq* Tak Saya Tera
Kafiiloen=nomads
Guzar Jana = Move
Aaftabh = Sun
Munhasir = Taking Rest
Ufaq = Horizon
Hum Ne Mehfil Mein Qya Chher Di Aafshane Tere
Har Shaama Jala Yanha Har Shakhs Bana Parwaana Tera
Kis Kis Ko Jane Hum Ne Roka, Kis Kis Se Hum Ne Kaha
Khusboo Thi Fhooloen Ka Magar, Logoen Ne Socha Ashiyaana Tera